Chalo Hum Pass Rakh Lein Gy Teri Baatein Teri Yaadein


چلو ہم ساتھ رکھ لیں گے۔۔
!تیری باتیں اور تیری یادیں


Chalo Hum Pass Rakh Lein Gy
Teri Baatein Or Teri Yaadein

Jis Dil Wich Sajan Was Jaiye

Jis Dil Wich Sajan Was Jaiye

Us Dil Te Zulam Kamai Da Nai

Jadon Pyar Kise Nal Pa Laiye

Ohnu Kaleyan Chad K Jai Da Nai

Tenu Ki Dasan Tu Jan Da Nai

Eh Pyar Di Gal Freeda

Jehra Zakham Dilbar Yar Dewe

Us Zakhm Te Marham Lai Da Nai....

Jis Dil Wich

Pathar Zehen Gulaab Nai Honday

Pathar Zehen Gulaab Nai Honday
Kory Kaghaz Kitaab Nai Honday
Jay Kar Laayi Yaari Bulleya
Fer Yaraan Naal Hisaab Nai Honday...

Pathar Zehen Gulaab

Mere Ishq De Vich Mashook Na Ho

Mere Ishq De Vich Mashook Na Ho
Nai Aj Tak Galat Nigah Kitti

Teri Her Mulaqat Main Enj Kitti
Jiwen Musa Naal Khuda Kitti

Nai Farq Kitta Teri Puja Vich
Nai Khatraan Di Parwah Kitti

Ek Tenu Rab Nai Keh Sakda
Baqi Sari Rasm Adaa Kitti...

Mere Ishq De

Neechan Di Ashnaai Kolon Faiz Kise Nai Paya

Neechan Di Ashnaai Kolon Faiz Kise Nai Paya
Kikkar Te Angoor Charhaya, Her Gucha Zakhmaya...

Neechan Di Ashnaai

Ek Pasy Rehen Wahabi, Ek Pasy Deobandi

Ek Pasy Rehen Wahabi, Ek Pasy Deobandi
Aggy Piche Shia Sunni, Dahdi Firqa Bandi
Wich Wachaly Sada Kotha, Qismat Sadi Mandi
Ek Mohalla Ath Maseetan, Kehdi Karan Panandi...

Ek Pasy Rehen

Har Koi Yaar Nahi Hunda Bulleya

Har Koi Yaar Nahi Hunda Bulleya
Kadi Kalleyan Beh K Soch Te Sahi...

Har Koi Yaar

Assi Nazuk Dil De Lok Han Sada Dil Na Yar Dukhaya Kar

Assi Nazuk Dil De Lok Han Sada Dil Na Yar Dukhaya Kar
Na Jhooty Wady Kita Kar Na Jhootiyan Qasman Khaya Kar
Tenu Kinni Wari Akheya Ay Menu Wal Wal Na Azmaya Kar
Teri Yad De Vich Me Mar Ja Saa Menu Enna Yad Na Aya Kar...

Assi Nazuk Dil

Ye To Socha Bhi Nahi Tha Ke Wo Mar Jaye Ga

Ghazal-Ishq-Husn

Urdu Ghazal

Ye To Socha Bhi Nahi Tha Ke Wo Mar Jaye Ga 
Chand Ik Qabar Ke Seene Me Utar Jaye Ga

Ye Jo Ik Khwab Sa Palkon Se Bandha Rakha Hai 
Aankh Jhapko Ge To Daman Me Bikhar Jaye Ga

Hijar Ki Raig Rawan Saath Liye Phirti Hai 
Is Kharabe Me Bhala Kon Kidar Jaye Ga

Husan Aur Ishq Ke Mabain Thani Hai Ab Ke 
Is Laraii Mein Kisi Aik Ka Sar Jaye Ga

Tu Ne Dekha Hai Kuch Is Trha Ke Aey Soorat-E-Mah 
Haath Dil Pe Na Rakha To Thehar Jaye Ga

Dekhna Aik Na Aik Din Tere Khushbu Ka Jamal 
Dard Ki Trha Rag-E-Jan Mein Utar Jaye Ga

Ye Meri Umer Ka Sehra Mere Wajlon Ka Sarab 
Sar Mazjgan Na Rahe Ga To Kidhar Jaye Ga

Dost Kia Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hain

Dost-Kia-Nusrat

Tabish Dehlavi Ghazal

Dost Kia Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hain 
Har Naye Mor Par Aik Zakham Naya Dete Hain

Tum Se To Khair Ghari Bhar Ki Mulaqat Rahi 
Log Sadiyon Ki Rafaqat Ko Bhula Dete Hain

Kese Mumkin Hai Ke Dua Bhi Na Ho Aur Dil Bhi Jaly 
Chot Parti Hai To Pathar Bhi Sada Dete Hain

Kon Hota Hai Museebat Mein Kisi Ka Aye Dost 
Aag Lagti Hai To Patte Bhi Hawa Dete Hain

Jin Pe Hota Hai Bohat Dil Ko Bhroosa ‘Tabish’ 
Waqt Parne Pe Wohi Loog Dagha Dete Hain

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain Tabish

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain Tabish
Jane Kis Waqt Nikal Jaen Chaman Se Apne...

Hum K Sookhy

in Pe Hota Hai Bohat Dil Ko Bharosa Taabish

in Pe Hota Hai Bohat Dil Ko Bharosa Taabish
Waqt Parny Pe Wohi Log Dagha Dete Hain...

Jin Pe Hota Hai

Ghairon Mein Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak

Eid-Poetry

Eid Poetry

Ghairon Mein Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak 
Jin Ko Nahin Hum Yaad Unhein Eid Mubarak 
Masoom Se Armanon Ki Masoom Si Duniya 
Jo Kar Gaye Barbaad, Unhein Eid Mubarak….

Khusiyon Ki Shaam Aur Yaadon Ka Ye Sama’n,

Best Eid Poetry

Roman Urdu - EID Poetry

Khusiyon Ki Shaam Aur Yaadon Ka Ye Sama’n, 
Apni Palkon Pe Hargiz Sitaray Na Layn Gey, 
Rakhna Sanbhal Kar Chand Khushiyan Mere Liye, 
Mein Laut Aaon Ga To EID Manayn Gey.

Taiz Barish me Kabhi Sard Hawaon me raha,

Barish Shayari Best

Roman Urdu Script - Barish Shayari

Taiz Barish me Kabhi Sard Hawaon me raha,
Ik Tera Zikr tha Jo meri Sadaon me raha,
Kitne Logon se Mere Gehre Marasim hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Duaon Me raha....!

Wo Jis Ne Apny Nana (P.B.U.H) Ka Wada Wafa Kar Diya

Wo Jis Ne Apny Nana (P.B.U.H) Ka Wada Wafa Kar Diya 
Ghar Ka Ghar Supurd-e-Khuda Kar Diya 
Noosh Kar Liya Jis Ny Shahadat Ka Jaam 
Us Hussain (R.A) Ibn-e-Ali (R.A) Pe Lakhon Salam…

Shahadat Hussain Shayari

Meri ghaflataun ki bhi had nahi

Meri ghaflataun ki bhi had nahi
Teri rahmataun ki bhi had nahi
Na meri khata ka  shumar hai 
Na teri ata ka shumar hai

Meri Ghaflatau Ki Bhi Had Nahi

Guzri howi zindagi ko kabhi yaad na kr

Guzri howi zindagi ko kabhi yaad na kr
Taqdeer main jo nahi likha uski faryad na kr
Jo ho ga woh ho kr hi rahy ga 
To kal ki fiqar main aaj ki hansi burbad na kr

Guzri Howi Zindagi

Husan Urdu Poetry Hooron Ki Tamana Nahi Ae Hazrat-E-Waiz

Hooron Ki Tamana Nahi Ae Hazrat-E-Waiz
Hum Taak Me Hain Jis K Wo Parda Nasheen Hai...




Hooron Ki Tamanna

Hadd Se Barh Kar Haseen Lagte Ho

Hadd Se Barh Kar Haseen Lagte Ho
Jhuti Qasmein Zaroor Khaya Kro...

Hadd Se Barh

Aeinay bhi tumhain khabar na dey sakain gay

Aeinay bhi tumhain khabar na dey sakain gay
Aao dekho meri nigahon main kitney haseen ho tum

Aeinay Bhi Tumhain Khabar Na Dey Sakain Gay

Ho na jay husan ki shan main gustakhi kahin

Ho na jay husan ki shan main gustakhi kahin
Tum chalay jao ke tumhain daikh ker piyar ata hay

Ho Na Jay Husan Ki Shan Main Gustakhi Kahin

Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga

Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga

Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga
Husn ko pakrye yehi fasaad ki jard hay

Chand eid ka dilkash hay maanta hoon


Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga

Mujhay kiya pata tum se haseen koi hay ya nahi

Mujhay Kiya Pata Tum Se Haseen Koi Hay

Mujhay kiya pata tum se haseen koi hay ya nahi
Tumharay siwa kabhi kisi ko ghoor se daikha hi nahi

Tera pehlo teray dil ki tarah abaad rahey

Tera pehlo teray dil ki tarah abaad rahey
Tujh pey guzrey na qiyamat shab-e tanhai ki

Tera Pehlo Teray Dil Ki Tarah

Toti hey meri neend magar tum ko is sey kiya

Toti hey meri neend magar tum ko is sey kiya
Bajtey rahey hawaon sey dar magar tum ko is sey kiya

Tum mauj mauj masl-e saba ghoomtey raho
Kut jain teri sooch key per tum ko is sey kiya

Oroon ka hath thamo inhain raasta dikhao
Main bhool jaoon apna hi ghar tum ko is sey kiya

Abr-e gurez pa ko barasney sey kiya gharz
Seepi main ban na pae guhar tum ko is sey kiya

Parveen Shakir 

Toti Hey Meri Neend Magar Tum Ko Is Sey Kiya

Mitao gey kahan tuk tum meri batain meri yadain

Mitao gey kahan tuk tum meri batain meri yadain
Main her aik mord per apni nishani chord jaon gi

Mitao gey kahan tuk tum meri

Yeh jo silsila hai aik dard ka yeh tohfa yun hi mila nahi

Yeh jo silsila hai aik dard ka yeh tohfa yun hi mila nahi
Mera jurm hai meri sadgi meri aur koi khata nahi

Yeh Jo Silsila Hai Aik Dard Ka

Meri pagal si mohabbat tumhe bohaut yad aye gi

Meri pagal si mohabbat tumhe bohaut yad aye gi
Jub hansaney walay kum aur rulanay walay ziyada hongay

Meri Pagal Si Mohabbat

Woh jo kahta tha bhala ishq main kiya rakha hai

Woh jo kahta tha bhala ishq main kiya rakha hai
Ek heer ne usay ranjha bana rakha hai

Woh Jo Kahta Tha Bhala Ishq Main Kiya Rakha Hai

Kub tak tere faraib ko ik hadsa kahon

Kub tak tere faraib ko ik hadsa kahon
Ae ishq tune mera tamasha bana dia

Kub Tak Tere Faraib Ko Ik Hadsa Kahon

Wo tujhi ko bhool gye tu per bhi lazim hay Meer

Wo tujhi ko bhool gye tu per bhi lazim hay Meer
Aag lga, naam na le, yaad na ker

Usay pana usay khona usi ke hijr main rona

Usay pana usay khona usi ke hijr main rona
Yehi agar ishq hay Muhsin tu hum tanha hi achey hain

Usay Pana Usay Khona Usi Ke Hijr Main Rona

Aur koi dil main nahi aye ga

Aur Koi Dil Main Nahi Aye Ga

Aur koi dil main nahi aye ga 
Khtam ker de hai mohabbat tum per hi

Meray dard ka thoora sa hissa le ker daikho

Meray Dard Ka Thoora Sa Hissa Le Ker Daikho

Meray dard ka thoora sa hissa le ker daikho
Jaan jao gay ke main shaeri kiyon kerta hoon

Apni hi mohabbat se mukarna para mujhay

Apni Hi Mohabbat Se Mukarna Para Mujhay

Apni hi mohabbat se mukarna para mujhay
Jub daikha usey roota kisi aur kay liyay

Zakham de ke na pooch dard ki shiddat

Zakham De Ke Na Pooch Dard Ki Shiddat

Zakham de ke na pooch dard ki shiddat
Dard tu dard hay thara kiya ziyada kiya

Maloom nahi tha itna dard mile gaa mohabbat mein

Maloom Nahi Tha Itna Dard Mile Gaa

Maloom nahi tha itna dard mile gaa mohabbat mein 
Kaash uss waqt mohabbat karne ki aadat na hoti

Hum ne samaitay hain dard dunya ke

Hum Ne Samaitay Hain Dard Dunya Ke

Hum ne samaitay hain dard dunya ke
Tum se aik hum na sunbhalay gyee

Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hai Na Soo Sakoon 'Mohsin',


Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hai Na Soo Sakoon 'Mohsin',
Yaad Phirr Aai Hai Neendoon Ko Uraane Waali...!

Hum neend ke shoqeen ziada to nahin,

Neend Shayari

Urdu Poetry - Neend Shayari

Hum neend ke shoqeen ziada to nahin, 
Kuch khawab na dekhein to guzara nahi hota…

Na Neend Hai Aankhon Me, Na Hi Koi Hasrat,

Neend-Sad-Shayari

Sad Neend Shayari

Na Neend Hai Aankhon Me, Na Hi Koi Hasrat, 
Kitna Saada Sa Reh Gaya Hun Mein Tere Baghair…

Meri Neendain Ujaarne Waly….!

Neend-Dard-Poetry

Neend Dard Poetry

Meri Neendain Ujaarne Waly….! 
Ab Tere Khuwab Kon Dekhe Ga ??

Hum Neend Ke Ziada Shoqeen To Nahi ‘Faraz’,

Hum Neend Ke Ziada Shoqeen To Nahi ‘Faraz’, 
Kuch Khwab Na Dekhain To Guzara Nahi Hota…!

Faraz-Neend-Shayari

Wo Bachpan Ki Neend To Ab Ek Khuwab Ho Gai,

Wo Bachpan Ki Neend To Ab Ek Khuwab Ho Gai, 
Kia Umer Thi Ke Raat Hui Aur So Gaye….

Childhood Poetry

Jin Ki Aankhon Ka Muqaddar Nahi Bantin Neendein,

Jin Ki Aankhon Ka Muqaddar Nahi Bantin Neendein, 
Un Ke Sab Khuwab Adhoory Hi Hua Karte Hain….

Adhora Khuwab